Do you know about these 9 features of Google Map?
Do you know about these 9 features of Google Map? Hello dosto, aapne kabhi na kabhi google map ka use kiya yoga. isliye hum aapke liye google map key best features ke baare mein aapko batane wale hain aaj, yadi aap kisi bhi jagah nahi gaya too google map ki sahayta se woh jagah kaisi dikhti hai pehle se hi pata laga sakte hain. saath mein aap Kisi bhi jagah ki doori ke baare mein pata Laga sakte hai aur samay ka bhi, toh jante hai google map ke 9 best future's. 1.Metro aur Rail Maps Google map key is feature se metro aur rail ki timing, connectivity aur price information, check kar sakte hai, iske liye aapko Kisi bhi doosre app ki jarurat nahi padegi. yeh app aapke kaam ko asan kar deta hai. 2.Off-line Mode Is shandar future ko google map ne 2015 main launch Kiya, is future ko bharat mein network connectivity ke loss ko Dekhte hue launch kiya gaya tha. Is future ke madad se users apne ghar se Lekar poore Desh(country) Ka map dekh sakte hain bina internet ke. 3.Moto